/** **/

Friday, October 23, 2009



DADA LEKHRAJ

Founder of Prajapita Brahma Kumaris Ishwariya Vishwa Vidyalaya

Name

:

Lekhraj Khubchand Kripalani

(also known as - brhma baba, dada lekhraj,shivbaba, mithe baba)

Born

:

1884, Hyderabad, SIndh

Died

:

January 1969

Occupation

:

Reputed famous diamond merchant (deal with raja maharaja in Calcutta and Mumbai)

Father

:

Teacher in school

 

Introduction 1

Dada lekhraj ka janma 1857 me hydrabad, sindh me ordinary school teacher ke ghar guva.

Dada lekhraj reputed dimond merchant the. Aur raja maharaja ke sath diamond ki deal karte the.

Dada bahut satsang , dan punya karte the, unke din ki sharuvat gita path se hoti thi, vo Vishnu ke bade bhakta the.

Unhe bhagvan ka saksatkar huva, swayam parmatma ne unke sharir rupi rath ka upyog karke sabko

ATMA, SATYUG ka gyan diya.

Unko prithvi ke vinash ke 3 sean dikhe, 1 sean me unhe aag keg ole prithvi per padte huve dikhe, 2 sean me civil war hoti huvi dikhi, 3 sean me natural calamity dikhi. Unke bad JAPAN me yudhdha huva, INDIA- PAKISTAN ka diversion huva.

OM MANDLI – dadaji ne 350 people ka group banaya aur Karachi chale gaye. Vo OM ki dhyani lagte the. Vaha 14 sal tapasya ki aur sabhi ko parmatma ka gyan diya. Is group me bahene aur mataye jyada thi. Ye group OM MANDLI se jani jati thi.

MOUNT ABU – bad me ve vaha se mount abu 1950 me sift huve aur vaha unka head quarter bana aur puri duniya me spread huva.

 

 

Introduction 2

PRAJAPITA BRAHMA KUMARI VISHVA VIDHYALA

Prajapita - praja ko sambhal ne vala.

Brahma – prithvi ke rachayita.

Kumara – dadaji ne yeh karya me kumaris ko age kiya tha.

 

OM MANDLI ke 350 log 14 sal tapasya kar ke kuch aur hi ban gaye the aur vapas akar MOUNT ABU aa gaye. Unke gharvalo ne unko apne apne ghar invite karna suru kiya. Unhone vapas apne apne ghar aye aur unho ne pahele apne gharo me gyan dena suru kiya. Bad me unke aas pas valo ko gyan diya.

Bad me dhire dhire center ban ne lage. Aur puri duniya me spread huva. Pahele delhi, Kanpur me center bane. Aaj pure world me 8000 center

MURLI CLASS – jo gyan dada ne diye the ( ishvariya maha vakya). Vo sare center me roj subah sunaya jata he. Voh MURLI CLASS se jana jata he. Pure world ke sare center me same maha vakya sunaya jata he. Vaha aakar logo ko murli sunne milti he aur ek parivar milta he. Sabka motivation badhta he. Good environment milta he. Vaha ka vayu mandal bahut achha milta he.

DADI PRAKASMANI – shivbaba ke direction se chief administrator head gosit kiya. Voh 2007 tak rahe.

DADI JANKI – current chief administrator head of brahma kumara.

 

Other courses by brahma kumari

Self management leadership

Trash management

Relationship

Emotional intelligent

Spiritual intelligent

Attitude transformation

Raj yoga

3 comments:

  1. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  2. AUMSHANTI,

    When was Dada Lekhraj born? 1884? Please, have you got any proof of this?

    There is a newspaper that published DL age as being 44 years old in 1939.
    see link here: http://www.flickr.com/photos/om_mandli/4282463520/in/photostream/

    looking forward to here from you,

    thanks

    ReplyDelete
  3. It is written as 1884 and 1857, probably typing error.

    ReplyDelete